Hmm hmm...Ha ha ha.... Mere nainaa saawan bhaadon, Phir bhi meraa maan pyasa... G+ Phir bhi meraa maan pyasa... Mere nainaa saawan bhaadon, Phir bhi meraa maan pyasa... G+ Phir bhi meraa maan pyasa... Verse Ai dil deewane, khel hai kyaa jaane? Dard bharaa yeh, geet kahaan se, In honthon pe aaye-ee? Door kahin le jaaye. Bhool gaya kya, bhool ke bhi hai, Mujhko yaad zaraa saa, G+ Phir bhi meraa maan pyasa... verse 2 Baat puraani hai, ek kahaani hai. sochoon tumhen, yaad nahin hai, sochoon nahin bhoole-ee, wo saawan ke jhoolay. Rut aaye, rut jaaye deke, jhoothaa ek dilasaa, G+ Phir bhi meraa maan pyasa... verse 3 Barson beet gaye, hamko mile bichde. Bijuri bankar, gagan pe chamki, Beete samay ki rekhaa-aa, main ne tum ko dekhaa. Maan sang aankhmichauli khele, Aasha aur nirasha, G+ Phir bhi meraa maan pyasa... Mere nainaa saawan bhaadon, Phir bhi meraa maan pyasa... G+ Phir bhi meraa maan pyasa... Mere nainaa saawan bhaadon, Phir bhi meraa maan pyasa... G+ Phir bhi meraa maan pyasa...