rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum Bhigee bhigee rut me tum ham ham tum chalte hain Verso 1: Bajata hai jaltarang teal kee chhat pe jab Motiyo jaisa jal barse Bundo kee yeh ladai layi hai woh ghadee Jiske liye ham tarse Bajata hai jaltarang teal kee chhat pe jab Motiyo jaisa jal barse Bundo kee yeh ladai layi hai woh ghadee Jiske liye ham tarse Ha ha ha rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum Bhigee bhigee rut me tum ham ham tum chalte hain Verso 2: Badal kee chadare odhe hain vadiya Saree dishaye soyee hain Sapano ke gaanv me bhigee see chhanv me Do aatmaye khoyee hain Badal kee chadare odhe hain vadiya Saree dishaye soyee hain Sapano ke gaanv me bhigee see chhanv me Do aatmaye khoyee hain rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum Bhigee bhigee rut me tum ham ham tum chalte hain Verso 3: Aaye hain dekhne jhilo ke aaine belon ko khole ghataye Rah hai dhuan dhuan jayenge ham kahan aao yahin reh jaye rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum Bhigee bhigee rut me tum ham ham tum chalte hain