Kya de sakta hu, kya laa sakta hu Kehta tujhe bas shukriya Kya de sakta hu, kya laa sakta hu Kehta tujhe bas shukriya Tujme hi meri subah, tujhme hi har shaam Tujhse hi kartaa shuru, har koi kaam (2) Shukriya kartaa hu main, leke tera naam Aadar aur dhanyavad aaj tere naam Shukriya, shukriya, shukriya tera Shukriya, shukriya, shukriya yeshu tera Saari duniya teri hai, Sab kuch tunein rachaya hai (2) Mujhko bhi tunein banaya hai, Tere jaisa kiya hai Kya de sakta hu, kya laa sakta hu Kehta tujhe bas shukriya Kya de sakta hu, kya laa sakta hu Kehta tujhe bas shukriya Shukriya, shukriya, shukriya tera Shukriya, shukriya, shukriya yeshu tera Tujhme hi meri subah, Tujhme hi meri har shaam (2) Shukriya, shukriya, shukriya tera Shukriya, shukriya, shukriya yeshu tera Shukriya, shukriya, shukriya tera Shukriya, shukriya, shukriya tera Shukriya, shukriya, shukriya shukriya teraaaa?teraaaa?