Intro: No Chord in this line Dhoom pichuk dhoom Dhoom pichuk dhoom Aa re meri dhadkan aa re Chaand ke hain sang sitaare Verse 1: Hey e e aa re meri dhadkan aa re Chand ke hain sang sitaare Saath rahetein hain who saare main akela re Khilkhilati hain woh nadiya, nadiya mein hai ek naiya Naiya ka main hoon khiwaiyaa kyon akela re aa bhi ja sab ko bataa kyat era mera naataa re Tum ho meri main tumhara Chota sa sansaar humara Aage jane ram kya hogaa Kehta hai jo kahe zamana Tera mera pyaar purana Age jane ram kya hoga verse 2: Jaise diya aur baati, saare such dukh ke hum saathi Behki purvaiya hai gaati mein tumhara re Ho—raat meri din hain tere, tere aansoon ab hain mere Pyar ke honge sawere na ghabrana re na sharma, sab ko bata kya tera mere nataa re Tum ho meri main tumhara Chota sa sansaar humara F? Aage jane ram kya hogaa Mera dushman saraa zamana Tera mera pyaar purana F? Age jane ram kya hoga Interlude is on Bridge: Hey majhi re, tohaar bina mor jibone neyi mane Phire aasi ja tui mor kaase Jaaton kore rakhiboho tokhe mor booker modhye maajhi re Maajhi re Aa bhi ja, aa bhi jaa saanse meri pukaare har din Aa bhi jaa, na sataa nahi jana tere bin