TUm kahti ho meray khat mujh ko wapis kar doo .. wapis kar doo beghi shamian khushbu yaadain .. sari baatain.. tum kahti ho .. wapis kar dooo.. kutch soohkay phool kitabo mian aik chehra hai meray khuwaabon mian kutch tuhfay hain tasveerain hain meray daman main yehi cheezain hain .. jo tanhaye ki sathi hain.. sari yaadain .. tum kahti ho wapis kar doo.. wapis kar doo.. meray khat mujh ko , tum kahti ho wapis kar dooo.. khushiyan saari woh ghum saray.. waday qasmain mausam saray jo sath bahay.. woh sab ansoo beetay lamhoon kay sab jugnu jo tanhaye ki sathi hain.. sari yaadain .. tum kahti ho wapis kar dooo..

Watch the song video
Top songs from Junaid Jamshed