Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi. Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; (accha?) Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi. (to kya?) Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi. verse 1: Humne to, pyar mein, aisa kaam kar liya, Pyar ki raah mein, apna naam kar liya. Humne to, pyar mein, aisa kaam kar liya, Pyar ki raah mein, apna naam kar liya. Pyar ki raah mein, apna naam kar liya. Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; (accha?) Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi. (to kya?) Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi. verse 2: Do badan, ek dil, ek jaan ho gaye. Manzilen, ek hui, humsafar ban gaye. Do badan, ek dil, ek jaan ho gaye. Manzilen, ek hui, humsafar ban gaye. Manzilen, ek hui, humsafar ban gaye. Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; (accha?) Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi. (to kya?) Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi. verse 3: Kyon bhala, hum daren dil ke malik hain hum? Har janam, mein tujhe, apna mana sanam. Kyon bhala, hum daren dil ke malik hain hum? Har janam, mein tujhe, apna mana sanam. Har janam, mein tujhe, apna mana sanam. Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; (accha?) Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi. (to kya?) Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi.. Aajkal tere mere pyar ke charche har zabaan par; Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi..