Intro: Noor-e-Khuda.... Woooo...oooo...oooo...ooo... Woooo...oooo...ooo... Noor-e-Khuda.... Interlude: |D--D|X4 verse 1: Ajnabi mod hai; Khauf har aur hai. Har nazar pe dhuan chha gaya. Pal bhar mein jaane kya kho gaya. Aasman sard hai; Aahein bhi sard hai. Tan se saaya juda ho gaya. Pal bhar mein jaane kya kho gaya. Saans ruk si gayi; Jism chhil sa gaya; Toote khwabon ke manzar pe Tera jahan chal diya! Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda! Tu kahan chhupa hai humein yeh bata! Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda! Yoon naa humse nazarein phira! Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda! Tu kahan chhupa hai humein yeh bata! Noor-e-Khuda! Noor-e-Khuda! Yoon naa humse nazarein phira! Noor-e-Khuda! Interlude: |D--D|X4 verse 2: Ho, nazar-e-karam, farmayi de. Aa, deen-o-dharam, ko jagayi de. Ho, jalti hui tanhaiyaan; Roothi hui parchayiaan - Kaisi udi yeh hawaa? Chhaya yeh kaisa samaa? Rooh jam si gayi, Waqt tham sa gaya, Toote khwabon ke manzar pe Tera jahan chal diya! Chorus:

Watch the song video
Top songs from Shankar Mahadevan